Tuesday 17 January 2012

Shayari in Hindi

BALA JI INFO-TECH
Garry facebook
Jane kya soch ke lehrein sahil se takrati hain
Aur phir se laut jati hain..
Samaj nahi ata ke woh kinaro se bewafai karti hain
Ya phir laut ke samandar se wafa nibhati hain…

Kabhi khamoshi bhi bahut kuch keh jati hai,
Tadpane k liye yaad reh jati hai,
Kya farak padta hai wills ho ya gold flake,
Jalne ke baad sirf raakh reh jaati hai.

Phool khilte hai bahaaron ka samaa hota hai,
Aise mausam mein hi toh pyaar javaan hota hai,
Dil ki baaton ko hothon se nahi kehte,
Yeh fasaana toh nigaahon se bayaan hota hai.

Sapno ke duniya mein,
Har sapna ho suhana tumhara,
Har khushi mile tumhe,
Pyaar se saje har safar tumhara,
Muskurati raho tum sada,
Hassi se bhara ho jeevan tumhara,
Sare jahan ki mohabbat mile,
Chahat se bhara ho har lamha tumhara,
Chalna har sahai raaste pe tum sada,
Aankh khule toh ho jaye khuda tumhara….

Tanhayion se nahin hum mehfil se darte hain
duniya se nahin hum khud se darte hain
yun to bahut kuchh khoya hai humne
na jaane kyun tumhe khone se darte hain…

Har Koi Pyar Ke Liye Rota Hai
Har Koi Pyar Ke Liye Tadapata Hai
Mere Dosti Ko Galat Mat Samajana
Pyar To Dosti Me Bhi Hota Hai ……

Khushion se naraz hai meri zindagi,
Pyar ki mohtaz hai meri zindagi,
Has leta hoon logon ko dikhane ke liye,
Varna dard ki kitaab hai meri zindagi…..



Tanha tanha rahny ko dill karta hai !!!

Jany keon gham sahny ko dill karta hai !!!
Us ke ankhen itne ache lagte hain mujhko !!!
K anso ban k bahny ko dill karta hai !!


Khuda ne jab ishq banaya hoga,.,.,
To khud ajmaya hoga,.,.,
Hamari to aukaat hi kya hai,.,.,
Is ishq ne khuda ko bhi rulaya hoga,.,.

Dekho awaz dekar pass hume paogi..

Aaoge tanha par tanha na jaoge..
Dur rehkar bhi tumpe nazar hai meri,
Hantho se tham lenge jab bhi thokar khaogi…


Dhadkan bina dil ka matlab hi kya
roshani bina diye ka matlab hi kya
kyu kehte hai log ki mohabbat na kar dard milta hai
wo kya jane ki dard bina mohabbat ka matlab hi kya…


Door ho jane se rishtey nahi tootte,
Na hi sirf paas rahne se judte,
Ye to dilon ke bandhan hain,
Isiliye hum tumhein aur tum hamein nahi bhoolte

Teri Awaz Tere Roop Ki Pahchan Hai
Tere Dil Ki Dhadkan Me Dil Ki Jaan Hai
Na Sunu Jis Din Teri Bate
Lagta Hai Us Roz Ye Jism Hi Bejaan Hai…